Remove Deleted Post from Google Search

Blog ko establish banana bohot jarori hain esiliye kouch kam karna partahe jeseki blog ka design, writing. To jab ham blog ko operate kartahe tab ham kouch post ko khavvi khavvi deleted kartahe. Lekin uss deleted kiya hua post Google search pe fervi dekha jatahe. Isko hatana bohot jarori hota hain.


Jab kisi visitors ne uss link ko click kartahe ussko disturbed feel hota hain. Kionki uss post ki andar kouch nahi hota hain. Esiliye ussko hataneke tarika use karna hota hain.


Agar apki blog pe jada dead links hain to ye apki blog ki rank bohot kam kar dega. Apki jo unique visitors hain uss log vi apse naraj hoga. Esiliye ye bohat jariri hain ki hamara blog pe kisi dead links na rahe.


Ye dead post ko hata bohot asan hain. 

1. Apko bas apna webmaster tools  pe hana hoga.

2. Ab apne uhase Optimization pe jana hoga uspe apko removal url najar ayegi. Uspe click karna hoga.

3. Uski bad apki jo post ap Google search se hatana chatehe uski url uspe digiye.




4. Uski bad submit request pe click karo bas apki post 24 hour ke age delete ho gayega.



Agar apki kisi problem hua to comment kare. Yafer Contact kare hamse.

Comments

Popular posts from this blog

99Design Review

Facebook Increase Traffic