Advertise Widget For Blogger


Kiya ap abivi apki blog per ak Advertisement Widgets nahi lagaye. Apki blog per esa ek widgets rehna jarori hain.

Kouch din se me ek esa widgets ki bareme sochta rahaho ki kiya karo. Ye widget ko lagana jarori hai kiya na he. Tabvi me ek site pe visit kiya or dekha ki uski blog ki 2 jaga pe ye widget hain.
Or ek widget ki sell ho geya hain or uhape usne ek mobile shop ki advertise kartahe. Isko dekhke me josh me aa geya or me mera site pe ye widget ko lagaya or ek post vii likha iski bareme.

Recommended : 3 Killer Tips To Make Money On Internet.



Kouch log dhuntahe ki kahape mera ads ko published kar sattaho mai. To usne jab apki site pe jayega or ye advertise ki banner dekhega tab usne chahe to apki sat contact karega. Agar apki pas ye widgets nahi hein to apki blog pe advertisement ke liye kohivi order nahi ayega. Esiliye apki site pe ek advertisement widget rakhna jarori hain. Espe bohot sari fayda hain. Ap directly advertising kar sattahe or direct payment paa sattahe. Apko jada pereshani nahi hona partahe kionki apki site pe jitnavi log aye or na aye click de or na de, apko to pesa milegahi kionki ap to direct advertiser se mile hue ho.

Recommended : Upwork Overview For Newbie's


Apko jo chij ki dhian rakhna hoga oo hain. Jada pesa nahi lagana pehla Advertiser se. Banner pe ap kitna pesa chaho Advertiser se ussko mention karo. Widgets ko accha jaga pe set karlo. Jada advertise widget na lagao. bas ek widget hi kafi hain. Apko bas ek acchasa page create karna hoga jis page pe ap adverise ki bareme ek contents likhengi. Uspe sara details apko likhna parega, jeseki ap kitna pesa loge kiya kiya chij ki advertise karengi or na karengi. kese pesa usol karengi sab chij ap uss page pe likhna.

Or apko yevi mention karna parega ap kitna size ki ad apko site pe lagayengi. Or kiya kiya size ki ads show karengi. Dextop pe karengi yafer mobile pe karengi. Apki sab chij ki dhian rakhna hoga. Ap jo page ko create kiyahe ussko bas ye widget ki link pe set karna hain.

Recommended : .


Apko ye karneme jada time nahi lagega. Bas apko ek html code ko copy karke paste karna parega. Me pura code ko acchi tarha se likh diya he ap bas # pe apki page ki link paste kare. Or ap chahe to ye widget ki size ki change kar sattahe.

Recommended : .


Nichese html code ko copy kare or apki blog ki Layout se html widget pe isko paste kare.


                                           


Agar apko kouch jarorot hain to Comment kare yafer hamse Contact kare

Comments

Popular posts from this blog

99Design Review

Facebook Increase Traffic