AdSense Supported Language And New Tips Approval


AdSense sabvii language support nahi karti. Esiliye apko dhian rakhna hoga ki kis language se ap apna content ko likhenge. Agar apne esa language pe likhenge jisko AdSense support nahi karti to apko kabivi approval nahi milega.

Recommended : What you should know about SnowBooks.com.ng

Apko bas ussi language pe likhenge jisko AdSense support kartahe. Me niche uss sab language de diyahe. jisko AdSense ne support kartahe. Agar apne in sab language ki bina dusri language chuna to apko kabivi approval nahi milega.

Recommended : Rits Design Template 2016.



Lekin bas language e nahi or vii bohot chij hain jisko ap nahi kar sattahe. Jeseki porn content, Sexual video, Only picture, low post or vi bohot sari chij ko hatana hoga. Agar ap jada post nahi likha to apko approval nahi milega. Esiliye jada se jada post likhna jarori hain.

Recommended : YouTube Marketing To Earn.

Apko approval milnekeliye copy kiya hoa post published karna rokhna hoga. Agar ap jadase jada post copy kiya dusri site se to apko approval nahi milega. Esiliye dhian rahe ap dusri blogspot ki post copy na kare.



AdSense pe application karneke age apko kouch barasa post karna jarori hain. Agar apki pas big post nahi rahega to AdSense pe ap disapprove ho jayegi esiliye apko kouch big post apki site pe rakhna parega.
Ap jab post karengi uss post ko 600-700 ki word pe rakhna. ye apko approval milneke liye kam ayega. Apki post me kouch accha size ki photograph vi digiye. Apki sabhi post pe kamse kam 1picture rehna jarori hain.

Comments

Popular posts from this blog

99Design Review

Process to Add a custom Domain Blogger